DilseShayari.com

Shayari directy from Hearts

June, 2014

Munni badnaam ho gayi

Humpe mar k Munni badnam ho gai
humpe mar k Muni badnaam ho gai
Akele ho Gye the Munni k bina
Ye acha hua kambkht Shiela time pe jawan hogai.

Hamain Na Muhabbat Mili

Hamain Na Muhabbat Mili Na Pyar Mila
Hum ko Jo Bhi Mila Bewafa Yaar Mila
Apni to Ban Gai Tamasha Zindagi.
Har koi Apny Maqsad ka Talabgar Mila.

Hum Zamane me

Hum Zamane Mein Yun Hi Bewafa Mashhoor Ho Gaye Faraz;
Hazaron Chahne Wale The Kis-Kis Se Wafa Karte!
Bewafa shayari

Do dilon ki daastaan

Do dilon ki dastaan kahan tumhein kabool thi,
Wo kasmein wo waade tumhare liye fizool thay,
Koi aas nahin baaki lekin yeh to bata do,
Maine tumhe chaha kya yehi meri bhool thi.

Page 1 of 11